Drama
Is Waqt Ke Paon Mein (Dhat Tere Ki)
Movie: Dhat Tere Ki
Release: 1983
Featuring Actors: Kiran Virale, Manju Mishra
Music Directors: Kuldeep Singh
Lyrics: Sayeed Quadri
Singers: Asha Bhosle, Ashok Khosla
Trivia:
Lyrics in Hindi
इस वक़्त के पाओं में
काँटा कोई चुभ जाए
इस रात को ढलने में
कुछ देर तो लग जाए
इस वक़्त के पाओं में
काँटा कोई चुभ जाए
महबूब हैं बाहों में
खुसबू हैं हवाओं में
एक धूप खिल रही हैं
इस ज़ुल्फ़ की छाव में
ए काश के हर लम्हा
ए काश के हर लम्हा
पेहरू की उम्र पाए
इस वक़्त के पाओं में
काँटा कोई चुभ जाए
इस रात को ढलने में
कुछ देर तो लग जाए
इस वक़्त के पाओं में
काँटा कोई चुभ जाए
होठों से उनके मेरे होठ मिल रहे हैं
शोलो पे जैसे क़तरे सबनम के खिल रहे हैं
होठों से उनके मेरे होठ मिल रहे हैं
शोलो पे जैसे क़तरे सबनम के खिल रहे हैं
दिल को लुभाने वाली
दिल को लुभाने वाली
खुश्बू बदन से आये
इस वक़्त के पाओं में
काँटा कोई चुभ जाए
इस रात को ढलने में
कुछ देर तो लग जाए
इस वक़्त के पाओं में
काँटा कोई चुभ जाए
दो जिस्म एक हो कर
बाहों में कस गए हैं
रंगीन से कुछ धागे
आँखों में बस गए हैं
इतनी हँसी तन्हाई
इतनी हँसी तन्हाई
फिर आये न आये
इस वक़्त के पाओं में
काँटा कोई चुभ जाए
इस रात को ढलने में
कुछ देर तो लग जाए
इस वक़्त के पाओं में
काँटा कोई चुभ जाए.
Lyrics in English
Is waqt ke paon mein
Kaanta koi chubh jaaye
Is raat ko dhalne mein
Kuchh der to lag jaaye
Is waqt ke paon mein
Kaanta koi chubh jaaye
Mehboob hain baahon mein
Khusboo hain hawao mein
Ek dhoop khil rahi hain
Iss zulf ki chhaon mein
Aye kaash ke har lamha
Aye kaash ke har lamha
Peharoo ki umra paae
Is waqt ke paon mein
Kaanta koi chubh jaaye
Is raat ko dhalne mein
Kuchh der to lag jaaye
Is waqt ke paon mein
Kaanta koi chubh jaaye
Hoton se unke mere hoth mil rahe hain
Sholo pe jaise katre sabnam ke khil rahe hain
Hoton se unke mere hoth mil rahe hain
Sholo pe jaise katre sabnam ke khil rahe hain
Dil ko lubhane waali
Dil ko lubhane waali
Khushboo badan se aaye
Is waqt ke paon mein
Kaanta koi chubh jaaye
Is raat ko dhalne mein
Kuchh der to lag jaaye
Is waqt ke paon mein
Kaanta koi chubh jaaye
Do jism ek ho kar
Baahon mein kas gaye hain
Rangeen se kuchh dhage
Aankhon mein bas gaye hain
Itani hasee tanhaai
Itani hasee tanhaai
Phir aaye na aaye
Is waqt ke paon mein
Kaanta koi chubh jaaye
Is raat ko dhalne mein
Kuchh der to lag jaaye
Is waqt ke paon mein
Kaanta koi chubh jaaye.