Dance
Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka (Insaniyat)
Movie: Insaniyat
Release: 1994
Featuring Actors: Amitabh Bachchan, Sunny Deol, Raveena Tandon, Jayaprada
Music Director: Rajesh Roshan
Lyrics: Anjaan
Singer: Anwar Hussain, Lata Mangeshkar
Trivia:
Lyrics in Hindi
मैं नसीब हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का
किसी और के मैं पास हूँ
जो किसी जातां से न बुझ सके
मई जनम जनम की वो प्यास हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का
मुझे ज़ुल्म से क्या डराये तू
मेरा साया छू न सकेगा तू
मुझे ज़ुल्म से क्या डराये तू
मेरा साया छू न सकेगा तू
मेरे जिस्म है किसी और का
किसी और के मैं पास हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का
किसी और के मैं पास हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का
कोई ज़ुल्म तुझपे करे यहाँ
तो जला के रख दूंगा दो जहाँ
तू नसीब है मेरे प्यार का
ये नसीब कभी न हो जुदा
तेरे ख़्वाबों की तेरी यादो की
तेरे साँसों की वही प्यास हूँ
जरा मुड़कर तो इधर
तेरे साथ हूँ तेरे पास हूँ.
Lyrics in English
Main naseeb hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Jo kisi jatan se na bujh sake
Mai janam janam ki wo pyas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mere jism hai kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Koi zulm tujhpe kare yahan
To jala ke rakh dunga do jahan
Tu naseeb hai mere pyar ka
Ye naseeb kabhi na ho juda
Tere khawabo ki teri yaado ki
Tere saanso ki wahi pyas hoon
Jara mudkar to idhar
Tere saath hu tere paas hoon.