Drama

Ban Ke Suhaagan (Aadhi Raat)

By  | 

Movie: Aadhi Raat
Release:  1950
Featuring Actors: Ashok Kumar, Nargis Dutt
Music Directors: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyrics: Sarshar Sailani
Singers: Lata Mangeshkar
Trivia:

Lyrics in Hindi

बन के सुहागन
रही अभागन
फूट गयी तकदीर मेरी
फूट गयी तकदीर मेरी
फूटी हुई तक़दीर के आगे
चल न सकी तद्बीर मेरी
चल न सकी तद्बीर मेरी
बन के सुहागन
रही अभागन
फूट गयी तकदीर मेरी
फूट गयी तकदीर मेरी

दिल में आग आँखों में पानी
दिल में आग आँखों में पानी
हाय मेरी बर्बाद जवानी
हाय मेरी बर्बाद जवानी
किसको सुनाऊँ ग़म की कहानी
कौन बँधाये धीर मेरी
कौन बँधाये धीर मेरी
बन के सुहागन
रही अभागन
फूट गयी तकदीर मेरी
फूट गयी तकदीर मेरी

खून के आँसू पीती हूँ मैं
खून के आँसू पीती हूँ मैं
मौत की आस पे जीती हूँ मैं
मौत की आस पे जीती हूँ मैं
इसके सिवा ऐ दुनिया वालों
कोई नहीं तक़दीर मेरी
फूट गयी तकदीर मेरी
बन के सुहागन
रही अभागन
फूट गयी तकदीर मेरी
फूट गयी तकदीर मेरी.


Lyrics in English

Ban ke suhaagan
Rahi abhaagan
Phoot gayi taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri
Phooti huyi taqdeer ke aage
Chal na saki tadbeer meri
Chal na saki tadbeer meri
Ban ke suhaagan
Rahi abhaagan
Phoot gayi taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri

Dil mein aag aankhon mein paani
Dil mein aag aankhon mein paani
Haay meri barbaad jawaani
Haay meri barbaad jawaani
Kisko sunaaun gham ki kahaani
Kaun bandhaaye dheer meri
Kaun bandhaaye dheer meri
Ban ke suhaagan
Rahi abhaagan
Phoot gayi taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri

Khoon ke aansoo peeti hoon main
Khoon ke aansoo peeti hoon main
Maut ki aas pe jeeti hoon main
Maut ki aas pe jeeti hoon main
Iske siwaa ae duniyaa waalon
Koyi nahin taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri
Ban ke suhaagan
Rahi abhaagan
Phoot gayi taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri.

Leave a Reply

Share via