Drama
Chalti Nahin Insaan Ki (Haathon Ki Lakeeren)
Movie: Haathon Ki Lakeeren
Release: 1986
Featuring Actors: Sanjeev Kumar, Zeenat Aman, Jackie Shroff
Music Director: Pyare Mohan
Lyrics: Hasan Kamal
Singer: Mahendra Kapoor
Trivia:
Lyrics in Hindi
चलती नहीं इंसान की हालात के आगे
चलती नहीं इंसान की हालात के आगे
हाथों की लकीरों में
हाथों की लकीरों में
छुपी बात के आगे
चलती नहीं इंसान की हालात के आगे
हम लोग खिलोने हैं
कोई खेल रहा हैं
हम लोग खिलोने हैं
कोई खेल रहा हैं
है नाम कभी वक़्त
कभी उसका खुदा हैं
हम चीज़ हैं
क्या उसकी करामात के आगे
हाथों की लकीरों में
हाथों की लकीरों में
छुपी बात के आगे
चलती नहीं इंसान की हालात के आगे
ख्वाबों के महल बांके
उजड़ जाते हैं एक दिन
ख्वाबों के महल बांके
उजड़ जाते हैं एक दिन
जो जान से प्यारे हैं
बिछड़ जाते हैं एक दिन
तक़दीर की मंज़िल तो हैं ज़ज़्बात के आगे
चलती नहीं इंसान की हालात के आगे
एक रोज़ हुमे करके अंधेरो के हवाले
एक रोज़ हुमे करके अंधेरो के हवाले
खो जाते हैं जाने कहा जीवन के उजले
बस रात ही काफी हैं कभी रात के आगे
चलती नहीं इंसान की हालात के आगे
बेकार है कमज़ोर हैं इंसा की दलीलें
बेकार है कमज़ोर हैं इंसा की दलीलें
हुकम अपना चलती हैं ये हाथों की लकीरें
हर बात हुयी ख़तम इसी बात के आगे
चलती नहीं इंसान की हालात के आगे
हाथों की लकीरों में
हाथों की लकीरों में छुपी बात के आगे
चलती नहीं इंसान की हालात के आगे.
Lyrics in English
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Hatho ki lkiro mein
Hatho ki lkiro mein
Chhupi baat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Hum log khilone hain
Koi khel raha hain
Hum log khilone hain
Koi khel raha hain
Hai naam kabhi waqt
Kabhi uska khuda hain
Hum cheez hain
Kya uski karamat ke aage
Hatho ki lkiro mein
Hatho ki lkiro mein
Chhupi baat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Khawabo ke mahal banke
Ujad jate hain ek din
Khawabo ke mahal banke
Ujad jate hain ek din
Jo jaan se pyare hain
Bichhd jate hain ek din
Takdir ki manzil to hain zazbat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Ek roz hume karke andhero ke hawale
Ek roz hume karke andhero ke hawale
Kho jate hain jane kaha jeevan ke ujale
Bas raat hi kafi hain kabhi raat ke aage
Chalti nahin insan ki halat ke aage
Bekar hai kamzor hain insa ki dalile
Bekar hai kamzor hain insa ki dalile
Hukam apna chalati hain ye hatho ki lkire
Har baat huyi khatam isi baat ke aage
Chalti nahin insan ki halat ke aage
Hatho ki lkiro mein
Hatho ki lkiro mein chhupi baat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage.