Drama

Chandan Ki Naiya (Durgesh Nandini)

By  | 

Movie: Durgesh Nandini
Release: 1956
Featuring Actors: Pradeep Kumar, Ajit, Nalini Jaywant
Music Director: Hemanta Kumar
Lyrics: Rajendra Krishan
Singer: Lata Mangeshkar
Trivia:

Lyrics in Hindi

चन्दन की नैया पे
हो के सवार गोरी
कर के श्रृंगार
देखो चली उस पार
देखो चली उस पार

चन्दन की नैया पे
हो के सवार गोरी
कर के श्रृंगार
देखो चली उस पार
देखो चली उस पार
चन्दन की नैया पे

दिल में उमंग लिए
अखियों में रंग लिए
नैना झुकाये
चली है कहाँ
हाथों में हार ले के
नैनो में प्यार ले के
गोरी के सजन
खड़े हैं जहाँ
अपने बालमवा की
सुन के पुकार गोरी
कर के श्रृंगार
देखो चली उस पार
देखो चली उस पार
चन्दन की नैया पे

दूर नगर पि का
हाल बुरा जी का
रह रह के शोर
मचाये जिया
खेल निराला खेल
दिल में लगया मेला
पछताये अब
गोरी यह क्या किया
हंसी हंसी में
कैसी हो गयी हार गोरी
कर के श्रृंगार
देखो चली उस पार
देखो चली उस पार

चन्दन की नैया पे
हो के सवार गोरी
कर के श्रृंगार
देखो चली उस पार
देखो चली उस पार.


Lyrics in English

Chandan ki naiya pe
Ho ke savaar gori
Kar ke shringaar
Dekho chali us paar
Dekho chali us paar

Chandan ki naiya pe
Ho ke savaar gori
Kar ke shringaar
Dekho chali us paar
Dekho chali us paar
Chandan ki naiya pe

Dil mein umang liye
Aakhiyon mein rang liye
Naina jhukaaye
Chali hai kahaan
Haathon me haar le ke
Naino mein pyar le ke
Gori ke sajan
Khade hain jahan
Apane balamawa ki
Sun ke pukaar gori
Kar ke shringaar
Dekho chali us paar
Dekho chali us paar
Chandan ki naiya pe

Dur nagar pi ka
Haal bura ji ka
Rah rah ke shor
Machaaye jiya
Khel nirala khela
Dil mein lagaya mela
Pachhataye ab
Gori yeh kya kiya
Hansi hansi mein
Kaisi ho gayi haar gori
Kar ke shringaar
Dekho chali us paar
Dekho chali us paar

Chandan ki naiya pe
Ho ke savaar gori
Kar ke shringaar
Dekho chali us paar
Dekho chali us paar.

Leave a Reply

Share via