Drama

Dooriyan Bhi Hai Zaroori (Break Ke Baad)

By  | 

Movie: Break Ke Baad
Release: 2010
Featuring Actors: Imran Khan, Deepika Padukone
Music Directors: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Lyrics: Prasoon Joshi
Singers: Monica Dogra, Vishal Dadlani
Trivia:

Lyrics in Hindi

थोड़ी थोड़ी गुज़रे पकड़
कभी ताज़ा सी हवाएं
सोते सोते से यह रिश्ते
अपनी बाह को फिलायें
मेरा मन तोह बस गुनगुनाना चाहे
उसका मन खुल के गीत गाना चाहे
मुस्कुराओ मई वो खिलखिलाना चाहे
है ज़िद्दी यह बड़ी मजबूरियाँ भी
दूरियां भी है जरूरी भी है जरूरी
ज़रूरी है यह दूरियां

दूरियां भी है जरूरी
ज़रूरी है यह दूरियां

ज़्यादा नज़दीकयों में
दूरियों के होते हैं इशारे
हम तोह लहरों को चखना न
मीठे नहीं पानी है यह खारे
लव काहे मेरे पास तुम न आना
दूर से अच्छा है टीम टिमाना
वार्ना अध् में होगा दर्द-इ-जाना
है ज़िद्दी यह बड़ी मजबूरियाँ भी
दूरियां भी है जरूरी भी है ज़रूरी
ज़रूरी है यह दूरियां

दूरियां भी है जरूरी भी है ज़रू
ज़रूरी है यह दूरियां

मैं तोह ऐसी बारिश हूँ
जो टीन की छत पे कुद के बरसे
वह कुयार धीमी रुत की बारस न पाए
छोड़ के तरसे दोनों बरसे
पर संग संग कहाँ है थोड़ी दूरी से
ज़िन्दगी आसान है
मेरी दुनिया और उसका भी जहाँ है
है ज़िद्दी यह बड़ी मजबूरियाँ भी

दूरियां भी है जरूरी भी है ज़रूरी
ज़रूरी है यह दूरियां, यह दूरियां
दूरियां भी है जरूरी भी है ज़रूरी
ज़रूरी है यह दूरियां.


Lyrics in English

Thodi thodi guzre pakad
Kabhi taaza si hawayein
Saate saate se yeh rishte
Apni baah ko filayein
Mera mann, toh bas gungunana chahe
Uska mann, khul ke geet gaana chahe
Muskurayo, main woh khilkhilana chahe
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Zyada nasdeekyon mein
Dooriyon ke hote hain ishaare
Hum toh leheron ko chakhna na
Meethay nahi paani hai yeh khaare
Love kahe, mere paas tum na aana
Door se, accha hai timtamana
Varna adh mein hoga dard-e-jaana
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Main toh aisi baarish hoon
Jo teen ki chhat pe kud ke barse
Woh kuyar dheemi rut ki baras na paaye
Chhod ke tarse, dono barse
Par sang sang kahan hai, thodi doori se
Zindagi aasan hai,
Meri duniya aur uska bhi jahan hai
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan.

Leave a Reply

Share via