Drama
Falak Milega Tujhe Kya (Ghar Ghar Mein Diwali)
Movie: Ghar Ghar Mein Diwali
Release: 1955
Featuring Actors: Jagirdar, Shyama, Sajjan
Music Director: Roshan
Lyrics: Indeevar
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Trivia:
Lyrics in Hindi
फलक मिलेगा तुझे क्या
हमें मिटाने से
ये मोहब्बत न मिटेगी
कभी ज़माने से
फलक मिलेगा तुझे क्या
हमें मिटाने से
ये मोहब्बत न मिटेगी
कभी ज़माने से
उठा के रंज ये दिल
चूर हो गया इतना
उठा के रंज ये दिल
चूर हो गया इतना
के ठेस लगती है हाय
के ठेस लगती है
कलियों के मुस्कुराने से
ये मोहब्बत न मिटेगी
कभी ज़माने से
जियें तो किस के लिए
तुम्ही जब नहीं अपने
तुम ही जब नहीं अपने
जियें तो किस के लिए
तुम्ही जब नहीं अपने
तुम ही जब नहीं अपने
के जी रहे थे हाय
के जी रहे थे
अभी तक इसी बहाने से
ये मोहब्बत न मिटेगी
कभी ज़माने से
जहां ने कह दिया
बादल है आसमानों के
जहां ने कह दिया
बादल है आसमानों के
धुंआ उठा है ये है
धुंआ उठा है ये
मेरे ही आशियाने से
ये मोहब्बत न मिटेगी
कभी ज़माने से
फलक मिटेगा तुझे क्या.
Lyrics in English
Falak milega tujhe kya
Hamen mitaane se
Ye mohabbat na mitegi
Kabhi zamane se
Falak milega tujhe kya
Hamen mitaane se
Ye mohabbat na mitegi
Kabhi zamane se
Uthha ke ranj ye dil
Choor ho gayaa itna
Uthha ke ranj ye dil
Choor ho gayaa itna
Ke thhes lagti hai haay
Ke thhes lagti hai
Kaliyon ke muskuraane se
Ye mohabbat na mitegi
Kabhi zamane se
Jiyen to kis ke liye
Tumhi jab nahin apne
Tum hi jab nahin apne
Jiyen to kis ke liye
Tumhi jab nahin apne
Tum hi jab nahin apne
Ke jee rahe thhe haay
Ke jee rahe thhe
Abhi tak isi bahane se
Ye mohabbat na mitegi
Kabhi zamane se
Jahaan ne keh diya
Baadal hai aasmano ke
Jahaan ne keh diya
Baadal hai aasmano ke
Dhuaan uthha hai ye haay
Dhuaan uthha hai ye
Mere hi aashiyane se
Ye mohabbat na mitegi
Kabhi zamane se
Falak mitega tujhe kya.