Drama

Man Re Tu Hi Bata Kya Gau (Hamrahi)

By  | 

Movie: Hamrahi
Release: 1963
Featuring Actors: Rajendra Kumar, Jamuna
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyrics: Shailendra
Singer: Lata Mangeshkar
Trivia:

Lyrics in Hindi

मन रे, तू ही बता क्या गाऊँ
कह दूं अपने दिल के दुखड़े या आँसू पी जाऊँ

जिसने बरबस बाँध लिया है
इस पिंजरे में कैद किया है
कब तक मैं उस पत्थर दिल का जी बहलाती जाऊँ

नींद में जब ये जग सोता है
मैं रोती हूँ, दिल रोता है
मुख पे झूठी मुस्कानों के कब तक रंग चढ़ाऊँ


Lyrics in English

Man re, tū hī batā kyā gāūṇ
kah dūṅ apne dil ke dukhaṛe yā āṇsū pī jāūṇ

Jisne barbas bāṇdh liyā hai
is piṅjre meṅ kaid kiyā hai
kab tak maiṅ us patthar dil kā jī bahlātī jāūṇ

Nīṅd meṅ jab ye jag sotā hai
maiṅ rotī hūṇ, dil rotā hai
mukh pe jhūṭhī muskānoṅ ke kab tak raṅg chaढ़āūṇ

Leave a Reply

Share via