Drama

Nanha Sa Dil Deti Hoon (Chandan)

By  | 

Movie: Chandan
Release: 1941
Featuring Actors: Manorama
Music Directors: S. N. Tripathi
Lyrics: Pandit Indra Chandra
Singers: Rajkumari Dubey, S. N. Tripathi
Trivia:

Lyrics in Hindi

नन्हा सा दिल देती हूँ
परदेसी प्रीत निभाना
नन्हा सा दिल देती हूँ
परदेसी प्रीत निभाना
तेरे नयनों की नैय्या में
तेरे नयनों की नैय्या में
बैठा हूँ पार लगाना
नन्हा सा दिल
नन्हा सा दिल देती हूँ
परदेसी प्रीत निभाना

अलबेला मौसम आया
अलबेला मौसम आया
आखों में रंगत लाया
आखों में रंगत लाया

दिन गये अकेलेपन के
दिन गये अकेलेपन के
हो चुके खेल बचपन के
हो चुके खेल बचपन के
दो दिल के इकतारे पर
दो दिल के इकतारे पर
इक सुर इक लै बन जाना
परदेसी प्रीत निभाना
नयनों की नैय्या में
बैठा हूँ पार लगाना
नन्हा सा दिल
नन्हा सा दिल देती हूँ
परदेसी प्रीत निभाना

कोई बंधन में
जकड़ा गया
कोई बंधन में
जकड़ा गया
आँखों आँखों में
पकड़ा गया
आँखों आँखों में
पकड़ा गया
कोई बंधन में
जकड़ा गया
एहि प्रीत की रीत निराली
एहि प्रीत की रीत निराली
इसी में खो जाना
किसी को अपना कर लेना और
किसी का हो जाना
आज सीखा है
जीना जिलाना.


Lyrics in English

Nanhaa sa dil deti hoon
Pardesi preet nibhaana
Nanhaa sa dil deti hoon
Pardesi preet nibhaana
Tere nayanon ki naiyyaa mein
Tere nayanon ki naiyyaa mein
Baitha hoon paar lagaana
Nanhaa sa dil
Nanhaa sa dil deti hoon
Pardesi preet nibhaana

Albela mausam aaya
Albela mausam aaya
Aakhon mein rangat laaya
Aakhon mein rangat laaya

Din gaye akelepan ke
Din gaye akelepan ke
Ho chuke khel bachpan ke
Ho chuke khel bachpan ke
Do dil ke iktaare par
Do dil ke iktaare par
Ik sur ik lai ban jaana
Pardesi preet nibhaana
Nayanon ki naiyyaa mein
Baitha hoon paar lagaana
Nanhaa sa dil
Nanhaa sa dil deti hoon
Pardesi preet nibhaana

Koi bandhan mein
Jakdaa gayaa
Koi bandhan mein
Jakdaa gayaa
Aankhon aankhon mein
Pakdaa gayaa
Aankhon aankhon mein
Pakdaa gayaa
Koi bandhan mein
Jakdaa gayaa
Yehi preet ki reet niraali
Yehi preet ki reet niraali
Isi mein kho jaana
Kisi ko apna kar lena aur
Kisi ka ho jaana
Aaj seekhaa hai
Jeena jilaana.

Leave a Reply

Share via