Drama
Pyar Pyar Mein (Company)
Movie: Company
Release: 2002
Featuring Actors: Ajay Devgan, Mohanlal, Manisha Koirala
Music Directors: Sandeep Chowta
Lyrics: Nitin Raikwar
Singers: Babul Supriyo, Sonali Vajpayee
Trivia:
Lyrics in Hindi
हम प्यार प्यार प्यार में
हाँ प्यार प्यार प्यार में
हम दोनों खो गए हम दोनों खो गए
पहले दो थे अब एक हो गए
पहले दो थे अब एक हो गए
प्यार प्यार प्यार में
प्यार प्यार प्यार में
हम दोनों खो गए हम दोनों खो गए
पहले दो थे अब एक हो गए
हो पहले दो थे अब एक हो गए
हो प्यार प्यार प्यार प्यार में
हाँ प्यार प्यार प्यार में
तेरी बाहों में मेरा जहाँ
(हम हम हम)
जाऊंगी अब यहाँ से कहाँ
(ओ हो हो)
मम तेरी बाहों में मेरा जहाँ
(हम हम हम)
जाऊंगी अब यहाँ से कहाँ
ऐ सनम हम न होंगे जुदा
हाँ मेरा भी यह वादा रहा
ओ प्यार प्यार प्यार में
हो प्यार प्यार प्यार प्यार में
हम दर्द मीठा है ये प्यार का
(हाँ)
प्यार बिन जीना बेकार का
(आह)
हम दर्द मीठा है ये प्यार का
(आह)
प्यार बिन जीना बेकार का
हर तरफ़ प्यार का है नशा
प्यार सब से बड़ा है खुदा
प्यार प्यार प्यार में
हाँ प्यार प्यार प्यार प्यार में
हम दोनों खो गए
हम दोनों खो गए
पहले दो थे अब एक हो गए
पहले दो थे अब एक हो गए.
Lyrics in English
Hm pyaar pyaar pyaar mein
Haan pyaar pyaar pyaar mein
Hum dono kho gaye, hum dono kho gaye
Pehle do the ab ek ho gaye
Pehle do the ab ek ho gaye
Pyaar pyaar pyaar mein
Pyaar pyaar pyaar mein
Hum dono kho gaye, hum dono kho gaye
Pehle do the ab ek ho gaye
Ho pehle do the ab ek ho gaye
Ho, pyaar pyaar pyaar pyaar mein
Haan, pyaar pyaar pyaar mein
Teri baahon mein mera jahan
(hm hm hm)
Jaaoongi ab yahan se kahan
(o ho ho)
Mm, teri baahon mein mera jahan
(hm hm hm)
Jaaoongi ab yahan se kahan
Ae sanam hum na honge judaa
Haan mera bhi yeh vaada raha
O pyaar pyaar pyaar mein
Ho, pyaar pyaar pyaar pyaar mein
Hm, dard meetha hai yeh pyaar ka
(haan)
Pyaar bin jeena bekaar ka
(aah)
Hm, dard meetha hai yeh pyaar ka
(aah)
Pyaar bin jeena bekaar ka
Har taraf pyaar ka hai nasha
Pyaar sab se bada hai khuda
Pyaar pyaar pyaar mein
Haan, pyaar pyaar pyaar pyaar mein
Hum dono kho gaye
Hum dono kho gaye
Pehle do the ab ek ho gaye
Pehle do the ab ek ho gaye.