Drama
Teri Yadoon Se (Blood Money)
Movie: Blood Money
Release: 2012
Featuring Actors: Kunal Khemu, Amrita Puri
Music Directors: Pranay Rijiya
Lyrics: Sayeed Quadri
Singers: Mustafa Zahid
Trivia:
Lyrics in Hindi
तेरी यादों से दूरी बेहतर है
करती जीना यह मुश्किल
यह वह बारिश है
देती बंजर है
भीग के होगा क्या हासिल
तुझे ही नहीं जब
मेरी आरज़ू है
मुझे भी कहाँ फिर
तेरी जुस्तुजू है हूँ
तेरी यादों से
दूरी बेहतर है
करती जीना है मुश्किल
यह वह बारिश है
देती बंजर है
भीग के होगा क्या हासिल
तुझे ही नहीं जब
मेरी आरज़ू है
मुझे भी कहाँ
फिर तेरी जुस्तुजू है
राहों में
ढूंढा करता हूँ
जब भी कहीं से
गुजरता हूँ
भूले से तू मिल जा कभी
आँखों को चेरहा दिखा कभी
कोई भी आहट सुनता हूँ
टरपे निग़ाहें करता हूँ
ऐसा न हो तू हो कहीं
आके भी मुझसे मिले नहीं
तेरे बिना मैं तनहा हूँ
वक़्त से टूटा लम्हा हूँ
ऐसे न मुझको सजा दे तू
मेरी खटाएं भुला दे तू
क्यों यह उम्मीद मैं रखता हूँ
क्यों यह मैं सोचा करता हूँ
काश मुझे अगर बुलाले तू
गर हूँ ख़फ़ा तोह मन ले तू
तेरी यादों से दूरी बेहतर है
करती जीना है मुश्किल
यह वह बारिष है देति बंजर है
भीग के होगा क्या हासिल
तुझे ही नहीं जब मेरी आरज़ू है
मुझे भी कहाँ फिर
तेरी जुस्तुजू है.
Lyrics in English
Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena yeh mushkil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab
Meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan phir
Teri justujoo hai hoo
Teri yaadon se
Doori behtar hai
Karti jeena hai mushkil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab
Meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan
Phir teri justujoo hai
Raahon mein
Doondha karta hoon
Jab bhi kahin se
Guzarta hoon
Bhoole se tu mil ja kabhi
Aankhon ko cherha dikha kabhi
Koi bhi aahat sunta hoon
Tarpe nighaahein karta hoon
Aisa na ho tu ho kahin
Aake bhi mujhse mile nahi
Tere bina main tanha hoon
Waqt se toota lamha hoon
Aise na mujhko saza de tu
Meri khataayein bhula de tu
Kyun yeh umeed main rakhta hoon
Kyun yeh main socha karta hoon
Kaash mujhe agar bulaale tu
Gar hoon khafa toh mana le tu
Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena hai mushkil
Yeh woh baarish hai deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahan phir
Teri justujoo hai.