Drama

Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi (Dil Vil Pyar Vyar)

By  | 

Movie: Dil Vil Pyar Vyar
Release: 2002
Featuring Actors: Madhavan, Jimmy Shergill, Sanjay Suri
Music Director: Babloo Chakravorty
Lyrics:  Rajendra Krishan
Singers: Abhijeet Bhattacharya
Trivia: Original Track – Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand is a hindi song from the 1968 movie Padosan. Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand singer is Kishore Kumar. Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand composer is Rahul Dev Burman and Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand lyricist is Rajendra Krishan

Lyrics in Hindi

बरसात भी आकर चली गयी
बादल भी गरज कर बरस गए

बरसात भी आकर चली गयी
बादल भी गरज कर बरस गए
पर उसकी एक झलक को हम
ऐ हुस्न के मालिक तरस गए
कब प्यास बुझेगी आँखों की
दिन रात ये दुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है.

जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमा जलाना भूल गए
जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमा जलाना भूल गए
दिल थाम के ऐसे बैठे हैं
कहीं आना जाना भूल गए
अब आठ पहर इन आँखों में
वो चंचल मुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है


Lyrics in English

Barsaat bhi aakar chali gayi, baadal bhi garajkar baras gaye

Barsaat bhi aakar chali gayi, baadal bhi garajkar baras gaye
Par uski ek jhalak ko hum, ae husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki, din raat yeh dukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos yeh hai ke voh humse, kuch ukhda ukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai

Jis roz se dekha hai usko, hum shamma jalaana bhul gaye
Jis roz se dekha hai usko, hum shamma jalaana bhul gaye
Dil thaamke aise baithe hain, kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath paher in aankhon mein, voh chanchal mukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos yeh hai ke voh humse, kuch ukhda ukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai

Leave a Reply

Share via