Drama

Door Kahin Tu Chal (Bedard Zamana Kya Jane)

By  | 

Movie: Bedard Zamana Kya Jane
Release: 1959
Featuring Actors: Ashok Kumar, Nirupa Roy
Music Directors: Kalyanji Anandji
Lyrics: Bharat Vyas
Singers:    Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Trivia:

Lyrics in Hindi

दूर कहीं तू चल
दिल रहा है मचल
दूर कहीं तू चल
दिल रहा है मचल
प्यार की राहों में प्रीत की
छाँवों में देख हुयी हलचल
दूर कहीं तू चल
दिल रहा है मचल
प्यार की राहों में प्रीत की
छाँवों में देख हुयी हलचल

यह गुलाबी आसमान शाम
का उडाता धुवां ले
चलो मुझको वह
रंग बिखरा है
जहा भीगा भीगा है सामान
ले चलो मुझको वह
यह नज़ारे यह इशारे
उड़ रहा आँचल
दूर कहीं तू चल
दिल रहा है मचल
प्यार की राहों में प्रीत की
छाँवों में देख हुयी हलचल

है यह मौसम प्यार
का प्यार के इक़रार का
है यह मौसम प्यार
का प्यार के इक़रार का
सपनो के सिंगर का
दो दिलों के तार का
तार की झंकार का
गीत है यह बहार का
तू रसीली रुत नशीली
और हवा चंचल
दूर कहीं तू चल
दिल रहा है मचल
प्यार की राहों में प्रीत की
छाँवों में देख हुयी हलचल.


Lyrics in English

Door kahin tu chal
Dil raha hai machal
Door kahin tu chal
Dil raha hai machal
Pyar ki raho me prit ki
Chhanvo me dekh huyi hulchal
Door kahin tu chal
Dil raha hai machal
Pyar ki raho me prit ki
Chhanvo me dekh huyi hulchal

Yeh gulabi aasman sham
Kaa udata dhuwan le
Chalo mujhako waha
Rang bikhara hai
Jaha bhiga bhiga hai saman
Le chalo mujhako waha
Yeh najare yeh ishare
Udd raha aanchal
Door kahin tu chal
Dil raha hai machal
Pyar ki raho me prit ki
Chhanvo me dekh huyi hulchal

Hai yeh mausam pyar
Kaa pyar ke ikrar kaa
Hai yeh mausam pyar
Kaa pyar ke ikrar kaa
Sapno ke singar kaa
Do dilo ke tar kaa
Tar ki jhankar kaa
Geet hai yeh bahar kaa
Too rasili rut nashili
Aur hawa chanchal
Door kahin tu chal
Dil raha hai machal
Pyar ki raho me prit ki
Chhanvo me dekh huyi hulchal.

Leave a Reply

Share via