Dance

Dukh Sukh Baanto Re (Aaghosh)

By  | 

Movie: Aaghosh
Release:  1953
Featuring Actors: Gulshan Ara, M. Ismail
Music Directors: Roshan
Lyrics: Shailendra
Singers: Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Indira Manchanda
Trivia:

Lyrics in Hindi

मिलजुल के काटो गरीबी के फंदे
मिलजुल के कातो रे लोगों
दुःख सुख
दुःख सुख बांटों रे
मिलजुल के काटो गरीबी के फंदे
मिलजुल के कातो रे लोगों
दुःख सुख
दुःख सुख बांटों रे
है सम्भालो
है सम्भालो
है सम्भालो
है सम्भालो
हो हो हो हो हो हो

बड़ी दयावान भाई
बड़ी मेहरबान है
हम सब पे ये धरती माता
धरती माता
सोने की खान
कहीं गेहूं कहीं धान रे
हम सब की ये अन्नदाता
धरती माता
फिर भी के चले
फिर भी के चले
काहे भूख प्यास पाले
दुःख सुख बाँटो रे
मिल जुल के काटो गरीबी के फंदे
मिलजुल के कातो रे लोगों
दुःख सुख
दुःख सुख बाँटो रे

जीवन के सागर में आया तूफ़ान
आया तूफ़ान आया
हलचल में है आज सारा जहां
ग़म की घडी कब से कड़ी
मिलके इससे काटो
ग़म की घडी कब से कड़ी
मिलके इससे कातो रे भाई
दुःख सुख बाँटो रे
मिल जुल के काटो गरीबी के फंदे
मिलजुल के कातो रे लोगों
दुःख सुख
दुःख सुख बाँटो रे
है सम्भालो
है सम्भालो
है सम्भालो
है सम्भालो
है सम्भालो
हो हो हो हो हो हो

सागर से मेघों से
पर्वत पे आके झुके
बरसी रिमझिम जल की धारा
जल की धारा
नदिया जल भर के चली
सागर से जा के मिली
जल से मिली जल की धारा
जल की धारा
झुक झूम गगन काहे
झुक झूम गगन काहे
घूम घूम पवन काहे
दुःख सुख बाँटो रे
मिल जुल के काटो गरीबी के फंदे
मिल जुल के काटो
दुःख सुख
दुःख सुख बांटों रे
मिल जुल के काटो गरीबी के फंदे
मिल जुल के कातो रे
दुःख सुख
दुःख सुख बांटों रे
है सम्भालो
है सम्भालो.

Lyrics in English

Miljul ke kaato ghareebi ke fande
Miljul ke kaato re logon
Dukh sukh
Dukh sukh baanton re
Miljul ke kaato ghareebi ke fande
Miljul ke kaato re logon
Dukh sukh
Dukh sukh baanton re
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Ho ho ho ho ho ho

Badi dayaawaan bhai
Badi meherbaan hai
Ham sab pe ye dharti maataa
Dharti maataa
Sone ki khaan
Kahin gehoon kahin dhaan re
Ham sab ki ye anndaataa
Dharti mata
Phir bhi ke chale
Phir bhi ke chale
Kaahe bhookh pyaas paley
Dukh sukh baanto re
Mil jul ke kaato ghareebi ke fande
Miljul ke kaato re logon
Dukh sukh
Dukh sukh baanto re

Jeewan ke saagar mein aayaa toofaan
Aayaa toofaan aayaa
Halchal mein hai aaj saaraa jahaan
Gham ki ghadi kab se khadi
Milke isse kaato
Gham ki ghadi kab se khadi
Milke isse kaato re bhai
Dukh sukh baanto re
Mil jul ke kaato ghareebi ke fande
Miljul ke kaato re logon
Dukh sukh
Dukh sukh baanto re
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Hai sambhaalo, hai sambhaalo
Ho ho ho ho ho ho

Saagar se meghon se
Parwat pe aake jhuke
Barsi rimjhim jal ki dhaaraa
Jal ki dhaaraa
Nadiya jal bhar ke chali
Saagar se ja ke mili
Jal se mili jal ki dhaaraa
Jal ki dhaaraa
Jhuk jhoome gagan kahe
Jhuk jhoome gagan kahe
Ghoom ghoom pawan kahe
Dukh sukh baanto re
Mil jul ke kaato ghareebi ke fande
Mil jul ke kaato
Dukh sukh
Dukh sukh baanton re
Mil jul ke kaato ghareebi ke fande
Mil jul ke kaato re
Dukh sukh
Dukh sukh baanton re
Hai sambhaalo
Hai sambhaalo.

Leave a Reply

Share via