Drama

Ek Zindagi Guzar Gayi (Jaanam)

By  | 

Movie: Jaanam
Release: 1992
Featuring Actors: Rahul Roy, Pooja Bhatt
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Faaiz Anwar
Singer: Vipin Sachdeva
Trivia:

Lyrics in Hindi

एक ज़िन्दगी गुज़र गयी
ज़िन्दगी समाज ने में
एक ज़िन्दगी गुज़र गयी
ज़िन्दगी समाज ने में
एक उम्र और चाहिए
अब तुझे समाज ने में
एक ज़िन्दगी गुज़र गयी
ज़िन्दगी समाज ने में
एक उम्र और चाहिए
अब तुझे समाज ने में

दो जिस्म एक जा हैं हम
तूने कहा था यह कभी
दिल का पता न भूलेंगे
हमने सुना था ये कभी
कसम तेरी वो क्या हुयी
आज ये बता मुझे
ज़ालिम कहूँ या बेरहम
या फिर बेवफा तुझे
एक पल भी तो नहीं लगा
ख्वाब के बिखरने में
एक उम्र और चाहिए
अब तुझे समाज ने में
एक ज़िन्दगी गुज़र गयी
ज़िन्दगी समाज ने में
एक उम्र और चाहिए
अब तुझे समाज ने में

ज़िन्दगी से थक चूका हूँ
मौत से डरता हूँ मैं
जी रहा हूँ प्यार तुझको
आज भी करता हूँ मैं
तुम जो करो तलाश तो
कोई मिल ही जायेगा
लेकिन मेरी तरह सनम
कौन तुमको चाहेगा
हैं वक़्त ज़रा फिर सोच लो
वक़्त के बादल ने में
एक उम्र और चाहिए
अब तुझे समाज ने में
एक ज़िन्दगी गुज़र गयी
ज़िन्दगी समाज ने में
एक उम्र और चाहिए
अब तुझे समाज ने में.


Lyrics in English

Ek zindagi guzar gayi
Zindagi samaj ne mein
Ek zindagi guzar gayi
Zindagi samaj ne mein
Ek umar aur chahiye
Ab tujhe samaj ne mein
Ek zindagi guzar gayi
Zindagi samaj ne mein
Ek umar aur chahiye
Ab tujhe samaj ne mein

Do jism ek jaa hain hum
Tune kaha tha yeh kabhi
Dil ka pata na bhulenge
Humne suna tha ye kabhi
Kasme teri wo kya huyi
Aaj ye bata mujhe
Zalim kahun ya beraham
Ya phir bewafa tujhe
Ek pal bhi to nahi laga
Khwab ke bikharne mein
Ek umar aur chahiye
Ab tujhe samaj ne mein
Ek zindagi guzar gayi
Zindagi samaj ne mein
Ek umar aur chahiye
Ab tujhe samaj ne mein

Zindagi se thak chuka hoon
Maut se darta hoon main
Jee raha hoon pyar tujhko
Aaj bhi karta hoon main
Tum jo karo talash to
Koi mil hi jayega
Lekin meri tarah sanam
Kaun tumko chahega
Hain waqt zara phir soch lo
Waqt ke badal ne mein
Ek umar aur chahiye
Ab tujhe samaj ne mein
Ek zindagi guzar gayi
Zindagi samaj ne mein
Ek umar aur chahiye
Ab tujhe samaj ne mein.

Leave a Reply

Share via