Drama
Husn Aamada To Ho (Bulbul)
Movie: Bulbul
Release: 1951
Featuring Actors: Majnu, Maqbul, Sheikh
Music Directors: Vinod Kumar
Lyrics: Nafees Lakhnavi
Singers: Rafique Gaznavi
Trivia:
Lyrics in Hindi
हुस्न आमादा तो हो
हुस्न आमादा तो हो
बिजली गिराने के लिए
बिजली गिराने के लिए
दिल मेरहाज़िर है
हर एक चोट खाने के लिए
चोट खाने के लिए
आपने अच्छा किया फूले
कमल न कर दिया
आपने अच्छा किया फूले
कमल न कर दिया
फूले कमल न कर दिया
मुझको सुर्खी मिल गयी
अपने फ़साने के लिए
अपने फ़साने के लिए
आह है लब पे मेरे
और अश्क आँखों में भरे
आह है लब पे मेरे
और अश्क आँखों में भरे
और अश्क आँखों में भरे
यह जलने के लिए हिअ
वो बुझाने के लिए
वो बुझाने के लिए
गर हक़ीक़त एक सारः है
जिसका दुनिया नाम है
गर हक़ीक़त एक सारः है
जिसका दुनिया नाम है
जिसका दुनिया नाम है
जो यहाँ आता है वो
आता है जाने के लिए
आता है जाने के लिए.
Lyrics in English
Husn aamada to ho
Husn aamada to ho
Bijili girane ke liye
Bijili girane ke liye
Dil merahaazir hai
Har ek chot khane ke liye
Chot khane ke liye
Aapne achha kiya phoole
Kamal na kar diya
Aapne achha kiya phoole
Kamal na kar diya
Phoole kamal na kar diya
Mujhko surkhi mil gayi
Apne fasane ke liye
Apne fasane ke liye
Aah hai lab pe mere
Aur ashq aankho me bhare
Aah hai lab pe mere
Aur ashq aankho me bhare
Aur ashq aankho me bhare
Yeh jalane ke liye hia
Wo bujhane ke liye
Wo bujhane ke liye
Gar hqiqat ek sarah hai
Jiska duniya naam hai
Gar hqiqat ek sarah hai
Jiska duniya naam hai
Jiska duniya naam hai
Jo yaha aata hai wo
Aata hai jaane ke liye
Aata hai jaane ke liye.