Drama
Jalwe Tumhaare Ho (Baghi)
Movie: Baghi
Release: 1964
Featuring Actors: Mumtaz, Vijaya Choudhury
Music Directors: Chitragupta Shrivastava
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Singers: Lata Mangeshkar
Trivia:
Lyrics in Hindi
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
उम्र भर नाचूं
मैं होक बेख़बर
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
उम्र भर नाचूं
मैं होक बेख़बर
सलामत तेरी महफ़िल
ख़ुशी के फूल खिलते हैं
सलामत तेरी महफ़िल
ख़ुशी के फूल खिलते हैं
रहो तुम ही मुक़ाबिल
के ये अरमान मचलते हैं
तुझे हरदम मैं देखूँ रात भर
मैं देखूँ रात भर
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
उम्र भर नाचूं
मैं होक बेख़बर
नज़र में तेरी सूरत
लबों पर नाम है तेरा
नज़र में तेरी सूरत
लबों पर नाम है तेरा
मुझे तुमसे मोहब्बत
तड़प काम है मेरा
हुयी शैदा तुम्हारे नाम पर
तुम्हारे नाम पर
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
उम्र भर नाचूं
मैं होक बेख़बर
मेरे मेहबूब दिलबर
तेरे नग़मे हैं पायल में
मेरे मेहबूब दिलबर
तेरे नग़मे हैं पायल में
अगर तू हंस के देखे
तो हो जाती हूँ घायल मैं
रोहू खोयी
हुआ है ये असर
हुआ है ये असर
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
जलवे तुम्हारे हों
मेरी हो नज़र
उम्र भर नाचूं
मैं होक बेख़बर.
Lyrics in English
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Umar bhar naachoon
Main hoke bekhabar
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Umar bhar naachoon
Main hoke bekhabar
Salaamat teri mehfil
Khushi ke phool khilte hain
Salaamat teri mehfil
Khushi ke phool khilte hain
Raho tum hi muqaabil
Ke ye armaan machalte hain
Tujhe hardam main dekhoon raat bhar
Main dekhoon raat bhar
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Umar bhar naachoon
Main hoke bekhabar
Nazar mein teri soorat
Labon par naam hai tera
Nazar mein teri soorat
Labon par naam hai tera
Mujhe tumse muhabbat
Tadap kaam hai mera
Huyi shaida tumhaare naam par
Tumhaare naam par
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Umar bhar naachoon
Main hoke bekhabar
Mere mehboob dilbar
Tere naghme hain paayal mein
Mere mehboob dilbar
Tere naghme hain paayal mein
Agar tu hans ke dekhe
To ho jaati hoon ghaayal main
Rohoo khoyee
Huaa hai ye asar
Huaa hai ye asar
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Jalwe tumhaare hon
Meri ho nazar
Umar bhar naachoon
Main hoke bekhabar.