Drama

Jigar Ke Daag (Hamrahi)

By  | 

Movie: Hamrahi
Release: 1944
Featuring Actors: Devbala, Tulsi Chakravarty
Music Director: Rai Chand Boral
Lyrics: Zakir Hussain
Singer:  Binota Bose
Trivia:

Lyrics in Hindi

जिगर के दाग नए
गुल खिलाये जाते है
जिगर के दाग नए
गुल खिलाये जाते है
ख़ुशी के गीत भी
रो रो के गाये जाते है
ख़ुशी के गीत भी
रो रो के गाये जाते है

किया था मैंने जो
रोशन चिराग अरमान का
किया था मैंने जो
रोशन चिराग अरमान का
उसी के शोले मेरा
घर जलाये जाते है
उसी के शोले मेरा
घर जलाये जाते है

बने तो कैसे बने
कोई नक़्शे उम्मीद
बने तो कैसे बने
कोई नक़्शे उम्मीद
बनाये जाते है हम
और मिटाए जाते है
ज़माना मुझसे छुड़ाता है
दिल के दमन को
ज़माना मुझसे छुड़ाता है
दिल के दमन को
हम उनको दिल में जिगर में
बसाए जाते है
जिगर के दाग.


Lyrics in English

Jigar ke daag naye
Gul khilaye jate hai
Jigar ke daag naye
Gul khilaye jate hai
Khushi ke geet bhi
Ro ro ke gaye jate hai
Khushi ke geet bhi
Ro ro ke gaye jate hai

Kiya tha maine jo
Roshan chirag arman ka
Kiya tha maine jo
Roshan chirag arman ka
Usi ke shole mera
Ghar jalaye jate hai
Usi ke shole mera
Ghar jalaye jate hai

Bane to kaise bane
Koi nakshe ummid
Bane to kaise bane
Koi nakshe ummid
Banaye jate hai hum
Aur mitaye jate hai
Zamana mujhse chhudata hai
Dil ke daman ko
Zamana mujhse chhudata hai
Dil ke daman ko
Hum unko dil mein jigar mein
Basaye jate hai
Jigar ke daag.

Leave a Reply

Share via