Drama
Kuchh Tumhe Aur Bhi (Badshah)
Movie: Badshah
Release: 1964
Featuring Actors: Dara Singh, Nishi
Music Directors: Datta Naik
Lyrics: Anand Bakshi
Singers: Asha Bhosle
Trivia:
Lyrics in Hindi
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव
सब है मंज़ूर हमें
सब है मंज़ूर हमें
आपके जाने के सिवा
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव
लब पे ये बात न लिल्लाह
कभी आने दो
लब पे ये बात न लिल्लाह
कभी आने दो
मैं चला जाऊंगा
जाना है
मुझे जाने दो
ये भला और है क्या
ये भला और है क्या
एक बहाने के सिवा
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव
सब है मंज़ूर हमें
सब है मंज़ूर हमें
आपके जाने के सिवा
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव
तुम ने रंगीन बहारों का
बहुत नाम लिया
तुम ने रंगीन बहारों का
बहुत नाम लिया
तुम ने इन चाँद सितारों का
बहुत नाम लिया
तुम ने हर बात कही
तुम ने हर बात कही
दिल के फ़साने के शिव
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव
सब है मंज़ूर हमें
सब है मंज़ूर हमें
आपके जाने के सिवा
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव
ये घनी ज़ुल्फ़ के ज़ुल्फ़ों पे
हो इलज़ाम-इ-जूनून
ये घनी ज़ुल्फ़ के ज़ुल्फ़ों पे
हो इलज़ाम-इ-जूनून
ये हंसी होंठ के होंठों पे
रहे नाम-इ-जूनून
बस कमी और है क्या
बस कमी और है क्या
एक दीवाने के शिव
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव
सब है मंज़ूर हमें
सब है मंज़ूर हमें
आपके जाने के सिवा
कुछ तुम्हें और भी आता है
सताने के शिव.
Lyrics in English
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva
Sab hai manzoor hamen
Sab hai manzoor hamen
Aapke jaane ke siva
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva
Lab pe ye baat na lillaah
Kabhi aane do
Lab pe ye baat na lillaah
Kabhi aane do
Main chalaa jaaungaa
Jaanaa hai
Mujhe jaane do
Ye bhalaa aur hai kyaa
Ye bhalaa aur hai kyaa
Ek bahaane ke siva
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva
Sab hai manzoor hamen
Sab hai manzoor hamen
Aapke jaane ke siva
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva
Tum ne rangeen bahaaron ka
Bahut name liyaa
Tum ne rangeen bahaaron ka
Bahut name liyaa
Tum ne in chaand sitaaron ka
Bahut name liyaa
Tum ne har baat kahee
Tum ne har baat kahee
Dil ke fasaane ke siva
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva
Sab hai manzoor hamen
Sab hai manzoor hamen
Aapke jaane ke siva
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva
Ye ghanee zulf ke zulfon pe
Ho ilzaam-e-junoon
Ye ghanee zulf ke zulfon pe
Ho ilzaam-e-junoon
Ye hansi honthh ke honthhon pe
Rahe naam-e-junoon
Bas kamee aur hai kya
Bas kamee aur hai kya
Ek deewaane ke siva
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva
Sab hai manzoor hamen
Sab hai manzoor hamen
Aapke jaane ke siva
Kuchh tumhen aur bhi aataa hai
Sataane ke siva.