Drama
Kya Jaanu Sajan (Dil Vil Pyar Vyar)
Movie: Dil Vil Pyar Vyar
Release: 2002
Featuring Actors: Madhavan, Jimmy Shergill, Sanjay Suri
Music Director: Babloo Chakravorty
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Singers: Kavita Krishnamurthy
Trivia: Original Track – Kya Janoo Sajan Hoti is a hindi song from the 1967 movie Baharon Ke Sapne. Kya Janoo Sajan Hoti singer is Lata Mangeshkar. Kya Janoo Sajan Hoti composer is Rahul Dev Burman and Kya Janoo Sajan Hoti lyricist is Majrooh Sultanpuri
Lyrics in Hindi
क्या जानू साजन होती
है क्या ग़म की शाम
जल उठे सौ दिए
जब लिया तेरा नाम
क्या जानू साजन होती
है क्या ग़म की शाम
जल उठे सौ दिए
जब लिया तेरा नाम
क्या जानू साजन
काँटों में मैं कड़ी
नैनों के द्वार पे
निस दिन बहार के देखूं
सपने काँटों में मैं
कड़ी नैनों के द्वार पे
निस दिन बहार के देखूं
सपने चेहरे की धुल क्या
चंदा की चांदनी उत्तरी
तो रह गयी मुख पे अपने
क्या जानू साजन होती
है क्या ग़म की शाम
जल उठे सौ दिए
जब लिया तेरा नाम
क्या जानू साजन
जबसे मिली नज़र
माथे पे बन गए
बिन्दिया नयन
तेरे देखो सजना
जबसे मिली नज़र
माथे पे बन गए
बिन्दिया नयन
तेरे देखो सजना
धर ली जो प्यार से
मेरी कलाईयाँ
पिया तेरी उँगलियाँ
हो गयी कंगना
क्या जानू साजन होती
है क्या ग़म की शाम
जल उठे सौ दिए
जब लिया तेरा नाम
क्या जानू साजन.
Lyrics in English
aa aa
kya janu sajan, hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye, jab liya tera nam
kya janu sajan, hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye, jab liya tera nam
kya janu sajan
jab se milee najar mathe peh ban gaye
bindiya nayan tere dekho sajna
jab se milee najar mathe peh ban gaye
bindiya nayan tere dekho sajna
dhar lee jo pyar se meree kalaiya
piya teree ungliya ho gayee kangna
kya janu sajan, hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye, jab liya tera nam
kya janu sajan
kanto me mai khadee naino ke dwar peh
nis din bahar ke dekhu sapne
kanto me mai khadee naino ke dwar peh
nis din bahar ke dekhu sapne
chehre kee dhul kya chanda kee chandnee
utaree toh reh gayee mukh peh apnee
kya janu sajan hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye jab liya tera nam
kya janu sajan hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye jab liya tera nam
kya janu sajan, hm hm hm hm