Patriotic
Mazlum Kisi Kaum Ke (Andolan)
Movie: Andolan
Release: 1975
Featuring Actors: Rakesh Pandey, Neetu Singh
Music Directors: Jaidev Verma
Lyrics: Verma Malik
Singers: Manna Dey
Trivia:
Lyrics in Hindi
मज़लूम किसी के कौम के
जब ख्वाब जागती है
तो देश में हज़ारों
तो देश में हज़ारों इंक़लाब जागते है
तो देश में हज़ारों इंक़लाब जागते है
इन्कलाब जिन्दाबाद इंकलाब ज़िंदाबाद
इन्कलाब जिन्दाबाद इंकलाब ज़िंदाबाद
यही होसला यही इरादा
यही होसला यही इरादा
यही फैसला करना है
देश के खातिर जीना है और
देश की खातिर मरना है
देश के खातिर जीना है और
देश की खातिर मरना है
यही होसला यही इरादा
यही होसला यही इरादा
यही फैसला करना है
देश के खातिर जीना है और
देश की खातिर मरना है
वतन पे जान लुटा कर अपनी
खुद पर यह एहसान करे
खुद पर यह एहसान करे
सौ बार मिले यह जीवन तो
सौ बार इसे कुर्बान करे
सौ बार इसे कुर्बान करे
सौ बार इसे कुर्बान करे
जब भगत सिंह से भगत बने
जब भगत सिंह से भगत बने
तो फिर किस बात से डरना है
हमे देश के खातिर जीना और
देश की खातिर मरना है
सर रख के आज हथेली पे
हम निकल पड़े है मंज़िल को
हम निकल पड़े है मंज़िल को
जो जी में आये अब करले
है आज चुनौती कातिल को
है आज चुनौती कातिल को
है आज चुनौती कातिल को
आज़दी की मन में हमे
आज़दी की मन में हमे
रंग लाहु का भरना है
हमे देश के खातिर जीना और
देश की खातिर मरना है
सुनो तिलक के चाहने वालो
गांधी जी के दीवानो
गांधी जी के दीवानो
नेहरू जी के दीवानो
सुनो तिलक के चाहने वालो
गांधी जी के दीवानो
सुभाष चंदर के सेवक हो तुम
भारत माँ के मस्ताने
भारत माँ के मस्ताने
भारत माँ के मस्ताने
गुलामी के अंधेरे से
गुलामी के अंधेरे से
सूरज की तरह उभारना है
हमे देश के खातिर जीना और
देश की खातिर मरना है
यही होसला यही इरादा
यही फैसला करना है
हमे देश के खातिर जीना और
देश की खातिर मरना है
हमे देश के खातिर जीना और
देश की खातिर मरना है
हमे देश के खातिर जीना और
देश की खातिर मरना है.
Lyrics in English
Mazlum kisi ke kaum ke
Jab khawab jagate hai
To desh mein hazaro
To desh mein hazaro inklab jagte hai
To desh mein hazaro inklab jagte hai
Inklab zindabad inklab zindabad
Inklab zindabad inklab zindabad
Yahi hosla yahi irada
Yahi hosla yahi irada
Yahi faisala karna hai
Desh ke khatir jina hai aur
Desh ki katir marna hai
Desh ke khatir jina hai aur
Desh ki katir marna hai
Yahi hosla yahi irada
Yahi hosla yahi irada
Yahi faisala karna hai
Desh ke khatir jina hai aur
Desh ki katir marna hai
Watan pe jan luta kar apni
Khud par yeh ehsan kare
Khud par yeh ehsan kare
Sau bar mile yeh jiwan to
Sau bar ise kurban kare
Sau bar ise kurban kare
Sau bar ise kurban kare
Jab bhagat singh se bhagat bane
Jab bhagat singh se bhagat bane
To phir kis baat se darna hai
Hume desh ke khatir jina aur
Desh ki katir marna hai
Sir rakh ke aaj hatheli pe
Hum nikal pade hai manzil ko
Hum nikal pade hai manzil ko
Jo ji mein aaye ab karle
Hai aaj chunauti katil ko
Hai aaj chunauti katil ko
Hai aaj chunauti katil ko
Azdi ki man mein hume
Azdi ki man mein hume
Rang laahu ka bharna hai
Hume desh ke khatir jina aur
Desh ki katir marna hai
Suno tilak ke chahane walo
Gandhi ji ke deewano
Gandhi ji ke deewano
Neharu ji ke deewano
Suno tilak ke chahane walo
Gandhi ji ke deewano
Subhas chandar ke sewak ho tum
Bharat maa ke mastano
Bharat maa ke mastano
Bharat maa ke mastano
Gulami ke andhero se
Gulami ke andhero se
Suraj ki tarah ubharna hai
Hume desh ke khatir jina aur
Desh ki katir marna hai
Yahi hosla yahi irada
Yahi faisala karna hai
Hume desh ke khatir jina aur
Desh ki katir marna hai
Hume desh ke khatir jina aur
Desh ki katir marna hai
Hume desh ke khatir jina aur
Desh ki katir marna hai.