Drama
Na Shama Ka Kasoor (Bansaria)
Movie: Bansaria
Release: 1949
Featuring Actors: Geeta Bali, Om Prakash
Music Directors: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyrics: Mulkraj Bhakri
Singers: Shiv Dayal Batish
Trivia:
Lyrics in Hindi
अकेला इश्क़ की दुनिया में
कब दीवाना जलता है
के पहले शमा खुद जलती है
फिर परवाना जलता है
न शामा का कसूर न
परवाने का कसूर
न शामा का कसूर न
परवाने का कसूर
इक जले और एक जलाये
ये है कुदरत का दस्तूर
न शामा का कसूर न
परवाने का कसूर
चंदा मिलान को तड़पे चकोरी
उड़ उड़ ऊपर जाए
थक कर हार जाए बेचारी
पी से न मिलने पाये
इक दुझे से मिलना सकें वह
इक दुझे से मिलना सकें वह
रहे दूर ही दूर
ये है कुदरत का दस्तूर
ये है कुदरत का दस्तूर
न शामा का कसूर न
परवाने का कसूर
न शामा का कसूर न
परवाने का कसूर
इक जले और एक जलाये ये है
कुदरत का दस्तूर
न शामा का कसूर न
परवाने का कसूर
दो दिल मिलकर एक हुये
जब आँखें हो गईं चार
कड़ी हो गयी दुनिया
उनके बीच बन के दीवार
ऐसे बिछड़े दोनों हो गए
ऐसे बिछड़े दोनों हो गए
मिलने से मजबूर
ये है कुदरत का दस्तूर
ये है कुदरत का दस्तूर
न शामा का कौसुर
न परवाने का कसूर
न शामा का कसूर
न परवाने का कसूर
इक जले और एक जलाये
ये है कुदरत का दस्तूर
न शामा का कसूर
न परवाने का कसूर.
Lyrics in English
Akela ishq ki duniya mein
Kab deewaana jalta hai
Ke pehle shama khud jalti hai
Phir parwaana jalta hai
Na shama ka kasoor na
Parwaane ka kasoor
Na shama ka kasoor na
Parwaane ka kasoor
Ik jale aur ek jalaaye
Ye hai kudrat ka dastoor
Na shama ka kasoor na
Parwaane ka kasoor
Chanda milan ko tadpe chakori
Ud ud upar jaaye
Thhak kar haar jaaye bechaari
Pee se na milne paaye
Ik dujhe se milna saken woh
Ik dujhe se milna saken woh
Rahe door hi door
Ye hai kudrat ka dastoor
Ye hai kudrat ka dastoor
Na shama ka kasoor na
Parwaane ka kasoor
Na shama ka kasoor na
Parwaane ka kasoor
Ik jale aur ek jalaaye ye hai
Kudrat ka dastoor
Na shama ka kasoor na
Parwaane ka kasoor
Do dil milkar ek huye
Jab aankhen ho gayin chaar
Khadi ho gayi duniya
Unke beech ban ke deewaar
Aise bichhde dono ho gaye
Aise bichhde dono ho gaye
Milne se majboor
Ye hai kudrat ka dastoor
Ye hai kudrat ka dastoor
Na shama ka qausoor
Na parwaane ka kasoor
Na shama ka kasoor
Na parwaane ka kasoor
Ik jale aur ek jalaaye
Ye hai kudrat ka dastoor
Na shama ka kasoor
Na parwaane ka kasoor.