Drama

Puchho Na Kaisa (Awwal Number)

By  | 

Movie: Awwal Number.
Release: 1990
Featuring Actors: Dev Anand, Aamir Khan,
Music Directors: Bappi Lahiri
Lyrics: Amit Khanna
Singers: S. Janaki, Amit Kumar
Trivia:

Lyrics in Hindi

पूछो न कैसा मज़ा आ रहा हैं
पूछो न कैसा मज़ा आ रहा हैं
संग मेरे तू हैं संग मेरे हैं जहां
मस्ती में दिल गा रहा हैं
हो संग मेरे तू हैं
संग मेरे हैं जहां
मस्ती में दिल गा रहा हैं
पूछो न कैसा मज़ा आ रहा है

सड़को पे फिरते फ़िरते धूल में
उठे गिरते चमचमाती
गाड़ियों के पीछे
सड़को पे फिरते फ़िरते धूल में
उठे गिरते चमचमाती
गाड़ियों के पीछे
कड़ी दुकान के आगे
सपनो के रेशमी धागे
बुनती थी अंखिया मीचे मीचे
कड़ी दुकान के आगे
सपनो के रेशमी धागे
बुनती थी अंखिया मीचे मीचे
बदली हैं किस्मत अपनी
देखो तो हिमत अपनी
मस्ती में दिल गा रहा हैं
पूछो न कैसा मज़ा आ रहा हैं
पूछो न कैसा मज़ा आ रहा हैं

जूते पॉलिश करता था
तब कही पड़ता था
फिर भी था खुद पे यकीं
जूते पॉलिश करता था
तब कही पड़ता था
फिर भी था खुद पे यकीं
छुपकर कभी रोती थी
हंसकर भूखी सोती थी
फिर भी थी सबसे हँसी
वो छुपकर कभी रोती थी
हंसकर भूखी सोती थी
फिर भी थी सबसे हँसी
वो छुपकर कभी रोती थी
हंसकर भूखी सोती थी
फिर भी थी सबसे हँसी
हो बदली हैं किस्मत अपनी
देखो तो हिमत अपनी
मस्ती में दिल गा रहा हैं
पूछो न कैसा मज़ा आ रहा हैं
पूछो न कैसा मज़ा आ रहा हैं

संग मेरे तू हैं
संग मेरे हैं जहां
मस्ती में दिल गा रहा हैं
हो संग मेरे तू हैं
संग मेरे हैं जहां
मस्ती में दिल गा रहा हैं
पूछो न कैसा मज़ा आ रहा है


Lyrics in English

Puchho na kaisa maza aa raha hain
Puchho na kaisa maza aa raha hain
Sang mere tu hain sang mere hain jaha
Masti mein dil ga raha hain
Ho sang mere tu hain
Sang mere hain jaha
Masti mein dil ga raha hain
Puchho na kaisa maza aa raha ha

Sadko pe firte firte dhul mein
Uthe girte chamchamati
Gadiyo ke pichhe
Sadko pe firte firte dhul mein
Uthe girte chamchamati
Gadiyo ke pichhe
Khadi dukan ke aage
Sapno ke reshmi dhage
Bunti thi ankhiya miche miche
Khadi dukan ke aage
Sapno ke reshmi dhage
Bunti thi ankhiya miche miche
Badli hain kismat apni
Dekho to himat apni
Masti mein dil ga raha hain
Puchho na kaisa maza aa raha hain
Puchho na kaisa maza aa raha hain

Jute polish karta tha
Tab kahi padta tha
Phir bhi tha khud pe yaki
Jute polish karta tha
Tab kahi padta tha
Phir bhi tha khud pe yaki
Chhupkar kabhi roti thi
Hanskar bhukhi soti thi
Phir bhi thi sabse hansi
Oo chhupkar kabhi roti thi
Hanskar bhukhi soti thi
Phir bhi thi sabse hansi
Oo chhupkar kabhi roti thi
Hanskar bhukhi soti thi
Phir bhi thi sabse hansi
Ho badli hain kismat apni
Dekho to himat apni
Masti mein dil ga raha hain
Puchho na kaisa maza aa raha hain
Puchho na kaisa maza aa raha hain

Sang mere tu hain
Sang mere hain jaha
Masti mein dil ga raha hain
Ho sang mere tu hain
Sang mere hain jaha
Masti mein dil ga raha hain
Puchho na kaisa maza aa raha ha.

Leave a Reply

Share via