Drama

Sawar Gayi (Dil Hi Dil Mein)

By  | 

Movie: Dil Hi Dil Mein
Release: 2000
Featuring Actors: Sonali Bendre, Nasser, Kunal Singh
Music Director: A.R. Rahman
Lyrics: Mehboob Alam Kotwal
Singers: Srinivas, Udit Narayan
Trivia:

Lyrics in Hindi

तनहा


Lyrics in English

Sawar gayi sawar gayi
Kismat ye sawar gayi
Sawar gayi sawar gayi
Kismat ye sawar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi

Sawar gaya sawar gaya
Nasiba ye sawar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya

Nasibon waala hai
Khushi ye payi hai
Khilein hain phool
Tere sehrey ke

Tujhe mubarak ho dulhan
Ye nayi subhaa jivan ki
Tujhpe chaayein
Na koi andhere

Babul ne goud khilaya
Tu unse bhi sharmayi
Kaisa ye waqt hai aaya duhai
In baahon mein jhulaya
Aur gham se tujhko bachaya
Tu hamko hi dard de jaayegi

Pyaar se bharengey daaman
Le jaayengey tujhe saajan
Tere liye sajayi mehfil
Tu bani hai suhagan
Babul bhi naachengey
Jhoomeingey

Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi

Oooooooooo
Chiragon ke badley
Jalega ye dil abh
Roshan hogi aisi
Shaamein meri

Chiragon ke badley
Jalega ye dil abh
Roshan hogi aisi
Shaamein meri

Hawaon ko thandak
Milegi zyaada
Un mein ghulengi
Jab ye aahein meri

Tu agar nazar aayegi
Ye nigahaa jhuk jayegi
Tere saaye ko choomeygi
Aankh yeh bhar aayegi

Par duaein dengi
Tujhko jivan bhar
Khushiyoon ki jivan bhar
Khushiyoon ki

Sawar gayi sawar gayi
Kismat ye sawar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi

Sawar gaya sawar gaya
Nasiba ye sawar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya

Kajal se aankhein
Kiya kajraari
Gajaroon se mehkayi
Zulfein sunhairi
Kajal se aankhein
Kiya kajraari
Gajaroon se mehkayi
Zulfein sunhairi

Sar se paon tak
Gehnon mein sajke
Aaye shamiyaane
Mein dulhan naveli
Meridangdi taal pe bandhe
Haar dulhan ko dulha

Ek akela dil phoolon ko
Barsaa ke deta hai ye dua

Tum sadaa hi jiti
Rehna phoolon mein
Khushiyoon mein
Phoolon mein
Khushiyoon mein

Sawar gayi sawar gayi
Kismat ye sawar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi

Sawar gaya sawar gaya
Nasiba ye sawar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya

Babul ne goud khilaya
Tu unse bhi sharmayi
Kaisa ye waqt hai aaya duhai
In baahon mein jhulaya
Aur gham se tujhko bachaya
Tu hamko hi dard de jaayegi.

Leave a Reply

Share via