Drama

Tumne Mardon Ki (Hafta Vasuli)

By  | 

Movie: Hafta Vasuli
Release: 1998
Featuring Actors: Jackie Shroff, Aditya Pancholi, Ayub Khan
Music Director: Rajesh Roshan
Lyrics:
Singer: Kumar Sonik, Nayan Rathod
Trivia:

Lyrics in Hindi

अरे हाँ हम जो ताली बजा के
नाचते गाते फिरते
सभी के वास्ते
मालिक से दुआएं करते
अरे हाँ रुखा सुखा
जो मिले खा के दिन बिताते हैं
ज़माने भर के गंदे
नाज़ हम उठते हैं
हाँ हम भी इंसान हैं
इस मुल्क की रियाया हैं
हमने भी हुके इंसान ही
तुमसे ही पाया हैं

तुमने मर्दों की देखि सर्कार
तुमने मर्दों की देखि सर्कार
और जानने की देखि सर्कार
अब बिच वालो की भी देख लो
तुमने मर्दों की देखि सर्कार
और जानने की देखि सर्कार
अब बिच वालो की भी देख लो
तुमने आदमी पे किया ऐतबार
तुमने औरत पे किया ऐतबार
तुमने आदमी पे किया ऐतबार
तुमने औरत पे किया ऐतबार
अब बिच वालो का भी कर लो
तुमने मर्दों की देखि सर्कार
और जानने की देखि सर्कार
अब बिच वालो की भी देख लो
अब बिच वालो की भी देख लो

कोई शेर खाये हाँ जी
कोई खाए हवाला हाँ जी
कोई खाए ुरिया हाँ जी
कोई खाए अचारा हाँ जी
शेर हवाला चारा और एक ुरिया
और एक ुरिया और एक ुरिया
आजकल सियासत में
यह क्या रोज हो रिया
यह क्या रोज हो रिया
यह क्या रोज हो रिया
हम यह सब बंद करदे
हमको जो वोट दो
कहती है छाया
इन पुराणो को छोट दो
तुमने एक की भी देखि सर्कार
और अनेको की देखि सर्कार
अब छक्को का कमाल देख लो
तुमने मर्दों की देखि सर्कार
और जानने की देखि सर्कार
अब बिच वालो की भी देख लो
अब बिच वालो की भी देख लो

तुम नेता बनोगे ाजे
तुम लेडर बनोगे ाजे
तुम मन्त्री बनोगे ाजे
फिर राज करोगे ाजे
तुम रिस्वत लोगे न जी
तुम पाप करोगे न जी
तुम लओगे कामिक्सों न जी
तुम दगा न दोगे न जी

कसम गाँधी की
चाचा नेहरू की कसम है
चाचा नेहरू की कसम हैं
चाचा नेहरू की कसम हैं
हमको सुभाष
भगत सिंह की कसम हैं
भगत सिंह की कसम हैं
भगत सिंह की कसम हैं
हम इनके सपनो को पूरा करेंगे
देश के लिए ही जियेंगे और मरेंगे
तुमने संसद की देखि तक्रार
राज सभा में भी देखि मरमर
अब हिजड़ो की पंचायत देख लो
तुमने मर्दों की देखि सर्कार
और जानने की देखि सर्कार
अब बिच वालो की भी देख लो
अब बिच वालो की भी देख लो.


Lyrics in English

Are haan hum jo taali baja ke
Nachte gaate firte
Sabhi ke waste
Maalik se duaye karte
Are haan rukha sukha
Jo mile kha ke din bitate hain
Zamane bhar ke gande
Naaz hum uthate hain
Haan hum bhi insaan hain
Iss mulk ki riyaya hain
Humne bhi huke insaan hi
Tumsa hi paya hain

Tumne mardon ki dekhi sarkar
Tumne mardon ki dekhi sarkar
Aur janane ki dekhi sarkar
Ab bich walo ki bhi dekh lo
Tumne mardon ki dekhi sarkar
Aur janane ki dekhi sarkar
Ab bich walo ki bhi dekh lo
Tumne aadmi pe kiya aitbar
Tumne aurat pe kiya aitbar
Tumne aadmi pe kiya aitbar
Tumne aurat pe kiya aitbar
Ab bich walo ka bhi kar lo
Tumne mardon ki dekhi sarkar
Aur janane ki dekhi sarkar
Ab bich walo ki bhi dekh lo
Ab bich walo ki bhi dekh lo

Koi sher khaye haan jee
Koi khaye hawala haan jee
Koi khaye uriya haan jee
Koi khaye achara haan jee
Sher hawala chara aur ek uriya
Aur ek uriya aur ek uriya
Aajkal siyasat mein
Yeh kya roj ho riya
Yeh kya roj ho riya
Yeh kya roj ho riya
Hum yeh sab bandh karde
Humko jo vote do
Kehti hai chhaya
In purano ko chhot do
Tumne ek ki bhi dekhi sarkar
Aur aneko ki dekhi sarkar
Ab chhakko ka kamal dekh lo
Tumne mardon ki dekhi sarkar
Aur janane ki dekhi sarkar
Ab bich walo ki bhi dekh lo
Ab bich walo ki bhi dekh lo

Tum neta banoge aaje
Tum ledar banoge aaje
Tum mantri banoge aaje
Phir raj karoge aaje
Tum riswat loge na jee
Tum paap karoge na jee
Tum loge kamison na jee
Tum daga na doge na jee

Kasam ghandhi ki
Chacha nehru ki kasam hai
Chacha nehru ki kasam hain
Chacha nehru ki kasam hain
Humko subhash
Bhagat singh ki kasam hain
Bhagat singh ki kasam hain
Bhagat singh ki kasam hain
Hum inke sapno ko pura karenge
Desh ke liye hi jeeyenge aur marenge
Tumne sansad ki dekhi takrar
Raaj sabha mein bhi dekhi maramar
Ab hijado ki panchayat dekh lo
Tumne mardon ki dekhi sarkar
Aur janane ki dekhi sarkar
Ab bich walo ki bhi dekh lo
Ab bich walo ki bhi dekh lo.

Leave a Reply

Share via