Drama

Ghunghat Mein Chehra Aap Ka (Ghoonghat)

By  | 
i
Rate This

Movie: Ghoonghat
Release: 1996
Featuring Actors: Inder Kumar, Ayesha Jhulka
Music Director: Anand Raj Anand
Lyrics: Anand Raj Anand
Singer: Hariharan
Trivia:

Lyrics in Hindi

घूँघट में चेहरा आप का
कुछ इस तरह से खो गया
घूँघट में चेहरा आप का
कुछ इस तरह से खो गया
झगड़ा ही जैसे चाँद का
बादलों से हो गया
घूँघट में चेहरा आप का
कुछ इस तरह से खो गया
झगड़ा ही जैसे चाँद का
बादलों से हो गया
घूँघट में चेहरा आप का
कुछ इस तरह से खो गया

नज़ारे मेरी नज़र से
मेरी जान जरा मिलाओ
कोई गीत मैं बना लू
धुन ऐसी गन गुणो
नज़ारे मेरी नज़र से
मेरी जान जरा मिलाओ
कोई गीत मैं बना लू
धुन ऐसी गन गुणो
सुनो लेके तुम्हे अपनी बाहों में
घूँघट मैं खोल दू
दिल कह रहा है किसी भी तरह
तेरा चेहरा मैं देख लू
जादू जादू सा दिल पे आप की
एक ही नज़र में हो गया
झगड़ा ही जैसे चाँद का
बादलों से हो गया
घूँघट में चेहरा आप का
कुछ इस तरह से खो गया

कई बार मैंने सोचा
और सोचकर यह जाना
बिन देखे ही तुझे क्यों
मैं हो गया दीवाना
कई बार मैंने सोचा
और सोचकर यह जाना
बिन देखे ही तुझे क्यों
मैं हो गया दीवाना
हेलो ऐसे खफा सी क्यों बैठी हो
घूँघट को ओढ़के
तुमको मिलेगा क्या इतना बताओ
तोह दिल मेरा तोड़के
घूँघट हा आह
घूँघट नहीं यह आप का
दुश्मन यह मेरा हो गया
झगड़ा ही जैसे चाँद का
बादलों से हो गया
घूँघट में चेहरा आप का
कुछ इस तरह से खो गया
झगड़ा ही जैसे चाँद का
बादलों से हो गया
घूँघट में चेहरा आप का
कुछ इस तरह से खो गया.


Lyrics in English

Ghunghat mein chehra aap ka,
Kuchh iss tarah se kho gaya
Ghunghat mein chehra aap ka,
Kuchh iss tarah se kho gaya
Jhagda hi jaise chand ka,
Badalon se ho gaya
Ghunghat mein chehra aap ka,
Kuchh iss tarah se kho gaya
Jhagda hi jaise chand kaa,
Badalon se ho gaya
Ghunghat mein chehra aap ka,
Kuchh iss tarah se kho gaya

Nazare meri nazar se
Meri jan jara milao
Koyi git main bana lu,
Dhun aisi gun gunao
Nazare meri nazar se
Meri jan jara milao
Koyi git main bana lu,
Dhun aisi gun gunao
Suno leke tumhe apni baho mein
Ghunghat main khol du
Dil keh raha hai kisi bhi tarah,
Teraa chehra main dekh lu
Jadu, jadu sa dil pe aap ki,
Ek hi nazar mein ho gaya
Jhagda hi jaise chand ka
Badalon se ho gaya
Ghunghat me chehra aap ka
Kuchh iss tarah se kho gaya

Kayi bar maine socha,
Aur sochkar yeh jana
Bin dekhe hi tujhe kyun
Main ho gaya diwana
Kayi bar maine socha,
Aur sochkar yeh jana
Bin dekhe hi tujhe kyun
Main ho gaya diwana
Hello, aise khafa si kyun baithi ho,
Ghunghat ko odhke
Tumko milega kya itna batao,
Toh dil mera todke
Ghunghat ha aah
Ghunghat nahi yeh aap ka
Dushman yeh mera ho gaya
Jhagda hi jaise chand ka
Badalon se ho gaya
Ghunghat mein chehra aap ka
Kuchh iss tarah se kho gaya
Jhagda hi jaise chand ka
Badalon se ho gaya
Ghunghat mein chehra aap ka
Kuchh iss tarah se kho gaya.

Leave a Reply

Share via